Baatein kartay hont achaanak ruk jaatay aur,
Aankhain uss k peechay peechay chal parti theen,
Dhyaan ka rastaa kho jaata tha.
Mehfil mein jis simt Woh jaati,
Kamaray ka woh hissa yak-dam roshan ho jaata tha.
Jaadugar theen aankhain Uss ki,
Palkain theen ek Raaz!!
Rooh mein jhilmil ker daiti thi,
Aisi thi Awaaz!!!
May, 27 2010
323 chars (3 sms)
9783 views
Romantic
Tum khafa Kiyon ho ! Tumhen mujh say gila kiya hai, Achanak bayrukhi itni, Batao to howa kiya hai, ......Manaon kis tarah tum ko, Mujhe itna to bata do Agar ab ho sake tum say To yeh ahsan farma do Meri Manzil Mohabat hai Mujhe Manzil pe Pohncha do Tumhari aankh Main aansu Mujhe ache nahi lagte Tumhare Narm honton pe Gilay ache nahi lagte Tumhare Muskurane say Mera dil Muskurata hai Tumhare Rooth jane se Mera dil toot jata hai..
"wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain........"