Hamare Office Main Jo Jo Bhi Bolta Hai, Sirf Wahi Sunta Hai Kyon?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kyonki Jo Jo Hamare Office Mein Ek Bande Ka Naam Hai Aur Woh Bahut Dheeme Bolta Hai....Isliye Sirf Wahi Sunta Hai.
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.