Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.
Parhai karo
fail hone se mat daro
larkiyan chero
badnami se mat daro
her larki ko propose karo
Inkar se na daro
Kyunki
GEETA main likha
hai
karam karo
Phal ki chinta mat karo.......
Raja Pervaiz Ashraf:
Yaar mujhey Mother''s Day pe koi Message nhi aaya?
Secretary: Sir, Pakistan me jub Light jati hai,
Log aap ki Maa ko hi yaad kertey hain :D