''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Masjid ki deewar pe lekha tha ager ap Gunnah se tang aa gaye hain tu Andar a jaye.
Is ke neachay lipstick se lekha tha .. ager nahi tu samnay wale ghar main aa jaye
Boy:I love u
Girl:Me too
Boy:Tum mujhe kitna pyar karti ho?
Girl:Jitna tum mujhe karte ho
Boy: U cheater..
main samjha tum waqai mujh se pyar karti ho?