''aaj pink panther ki barsi hai,us k liya plz yeh sms kam se kam kisi 1 cartoon ko zaror send karen , main ne apna farz poora kar diay ,ab ap ki bari hay..
1 larki valentines day per dukandar say: "aisa card hei jismei likha ho k mei tumse aur sirf tumse pyar kerti hun"
dukandar: haan hai..
girl: 2darjan pank kardo...