Pappu Pinky ko pasand karta hay or Pinky Pappu k bhai ko jab k Pappu k bhai ko Pinky ki behen achi lagti hay lekin Pinky ki behen Pappu ko pasand karti hay haalaan k Pappu pehlay hee Pinky ko chahta hai.
Ab jab k Pinky ko Pappu acha nahi lagta aur Pappu ka bhai Pinky k liay raazi nahin hai aur Pappu Pinky ki behen se pyaar nahi karta jab k Pinky ki behen ko Pappu ka bhai acha nahin lagta...
Ab batao k is poori situation main kya kiya jaye..? ;->
A MQM boy & MMA girl fall in love,MQM Boy say "Marjaunga Tere Khatir=Jiye Mahajir Jiye Mahajir".. :->MMA Girl say''s Mujay Bhi Tumse Pyar Hay, Bus Aik Mushkil Dushwar Hay. Jo America Ka Yaar Hay Wo Ummat Ka Gaddaar Hay.. :->
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''