Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.
''1 sharif admi shadi ke bad apni bv se bola:
Ajse tum hi meri zenat ho, izat ho, tamanna ho
Bivi:Mere lye bhi aj se ap hi Mohsin ho,Irfan ho, Zubair ho,Imran ho.''