Master ne bache ki roti kha kar usko kaha: Beta ghar ja kar mera naam to nahi bataogy na ? . . Bacha:Nahi aster G,mein Ammi ko kahunga k meri Roti Kutta kha gaya.
Girlfriend Ko I LUV U Bolna Hai? Balance Khatam ? Ab Kya Karoge ? Kabutar K Gale Mein Bandh K CHITTHI Bhejoge ? Nahi Na.......... Main Batata Hoon Kya Karna Hai.... Girlfriend Ka Number Mujhe De Doge Main I LUV U Boldeta Hoon!