''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
ik admi nay kaha:is zindagi sy to mot achi hay
foran ik jin namoodar hua aor bola may nay ap ki rooh leni hay:
admi foran bola yar abi admi kya mazaq b nahi kar sakta