Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
Agar dantttooon k Doctor ko Daant mein dard ho to wo kahan jaye gha?
Arrey yaar Zahir hai k wo kissi doctor k pass to jaye gha naheen kyun k ussey achcha khasa experience hota hai, To reh ghaya mein to merey paass hee aaye gha na.