Mr. Clark, I have reviewed this case very carefully," the divorce

Mr. Clark, I have reviewed this case very carefully," the divorce
Mr. Clark, I have reviewed this case very carefully," the divorce
Court
Judge said, "and I''ve decided to give your wife $775 a week."
"That''s very fair, your honor," the husband said. "And every now
and then
I''ll try to send her a few bucks myself." ;->
  

May, 20 2010     264 chars (2 sms)     3456 views       Funny

more Funny SMS Messages

*some funny fact*
**kishor ka baap haklata tha agar wo thk se bol pata to aaj uski umra 3 saal jyada hoti

***mard aurat ko kamjor kahta hai lekin agar wo martban ka dhakkan band kar de to wo mard to ky uske baap se v nahi khulti

***ghore ke muh me hath dal ke uske daat ginane se pahle ye jarur khyal rakhe ki kahi ghora apna muh band karke kahi apke ungkiya na ginani shuru kar de

****hichki rokne ka ek aasan tarika hai ki saas rok ke hazar tak gino.


Teacher: Gul khan Tum Class Main Topi Kyun Pehan Kar Aatay Ho?




Gul Khan: Teacher! Taa K KJisi ko Pata na Chalay K,

Mery Dimagh Main Kia Chal Raha Hai. :-)
Request hai apse REFUSE mat karna,Frendship ka Bulb FUSE mat karna,

Hum Dost Hai Apke,Hamey CONFUSE Mat karna, Hamri jagha kisi B Or ko CHOOSE mat karna
AgAr " Mahima choudhry" lAdka hOti to uSka naam kya hota?????

?
?
?
?
?
?
?
not getting
?
?
?
its "Baaphibaap choudhry"
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho
100 pathan aik kashti me sawar thay
k achanak kashti ruk gai
.
.
.
or
.
.
.
sab doob gaye, kaisay?
.
.
.
pathan thay na sub,
dhakka laganay utar gaye
:p
''Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay...

Wah Wah...


Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay...

Thanday Meethy Faalsay,

Kalay Kalay Faalsay.''
Larki us Aashiq ko to Maf kr Daiti hy jo Mooka se Galt Faida uthae,

Mgr,

Usko Maf Nhi krti jo Moka se Faida hi Na uthae..
(Mohtarma Sheri Rehman)
yamraj took man to hell.....
there he saw gandhi jee dancing wid bipasha..
man asked yamraj:gandhi jee ki saza itni mazedaar ku?
yamraj:saza tu bipasha ko mili hai...
Shaadi k pehle: Darling!!
tum nahi to mai nahi... tum nahi to kuchh nahi.

Shaadi k baad: mai nahi to tum nahi... tum nahi to sab kuchh hai!
Shayer farmate hain !
"Dil Oska Phir Dukha Dia Hmne

Os Ko Ek Baar Phir ULLU Bana Dia Hmne


Naam Bata K Osko KiSH MiSH Ka,


Naak Ka Chooha Khila Dia Hmne..:-P
Muje kam az kam apse ye umeed na thi apk pait me koi bat nahi ruk sakti kya?apny subko q btaya apki himat kesy hoi k ap sbko ye batao k







"I M SO SWEET"