Evolution Of Man

Evolution Of Man
Evolution Of Man

Shadi se pehle - Hero #1
Shadi k Baad? Qulie #1

Shadi se pehle - Mene Pyar Kia
Shadi k Baad - Ye Mene Kia Kia


Shaadi Se Pehle - Jaan Mat Jao
Shaadi K Baad - Jaan Mat Khao


Shaadi Se Pehle - Tum Bin Raha Na Jaye
Shaadi K Baad - Tum Ko Saha Na Jaye

Shaadi Se Pehle - Kuch Tou Bolo
Shaadi K Baad - Kabhi Chup Bhi Tou Ho Lo

Shaadi Se Pehle - I Love U
Shaadi K Baad - Aaj Phir Aalo

Shaadi Se Pehle - Milne Kab Aaogi
Shaadi K Baad - Maike Kab Jaogi . . . ;->
  

May, 20 2010     504 chars (4 sms)     3132 views       Funny

more Funny SMS Messages

Question: Mard ziyada sharif hote hain ya Auratein?


A: Mere khayal Mei Mard ziyada sharif hote hain, kyun k Mardo Mei
Umar Sharif,

Nawaz Sharif,
Shehbaz Sharif,
hain.
Jab k Aurton Mei sirf 1 Babra Sharif hi hai or wo kitni sharif ha ye ham sab janty hain
When sum1 touch u
& u dont feel it,
its IGNORANCE.


Wen sum1 touch u
&u feel it,


its LOVE

Bt when nobdy touchs u n u feel it,











then its Khujli...
MMA Ki Larki Aur MQM K Larka

Larka
Mar Jaunga Teri Khatir
G.A Muhajir
G.A Muhajir

Larki
Mjhe B Tjh Se Pyar He
Per Amrica Ka Jo Yaar He
Qoum Ka Ghaddar Hai
pata hai mujhey "National Geoghraphy Channel" mein job mill ghayee hai, laikin aik masla hai aur wo tum hee hal kar saktey ho.



Merey Zummein bandaron par research hai, iss liye kabhi time nikal kar aaao aur apney barrey mein kuch batao,
FATHER: How are your grades, son?
SON: Under water, Dad.
FATHER: Under water? What do you mean?
SON: They''re below C level


Taxi driver to sardar:-

Sardar ji petrol khatam ho gaya ha gaddi agay nahi ja rahi

sardar: Koi gal nahi gaddi piche lelo
Aam ZindAgi-
YaAr PlZ Kuch SmS to Bhej DiyA KAro.

MentOs ZindAgi-
Oye Bhutnike,BhikAri,KAmine,HArAmkhor BalaNce GaYA Tel Lene,Sms bhej.
TAJ MEHAL kya cheez he,

is se bari imarat banaunga,

mumtaz to mar k dafan hui thi,

tujhe to me zinda dafnaon ga...
Son : Papa,Aapko Yaad He Apne Kaha Tha

Agar Me Exam Me Paas Ho Jayunga

To Mujhe 5000rs Doge.

Father: Haan

Son: Gud News He,

Apke 5000rs Bach Gaye
" Love can neither be created nor be destroyed; only it can transfer from One girlfriend to another girlfriend with some loss of money
Q:College me ladkiyon ke kitne nam hote hai ?
Ans:4,



.
1.Meri vali,
2.Teri vali,


3.Teri Bhabhi,
4.Meri Bhabhi..
Kal ho
"aaj" jaisa,

Mehal ho
"Taaj" jaisa,

Phool ho
"Gulaab" jaisa,

Aur


Zindagi ke har qadam pe friend ho...
?
?
?
oye hello,
Friend ho"Mujh" jaisa.