Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
Memon ke ghar twins peda hue..
Kisi dost ne kaha: "Mubarak ho do do bache hue hain."
Memon: "Arrey yaar bas ek kaafi tha magar
tumhari bhabhi ko bhi na fzool kharchi krne ki aadat hai." ;->
Viraney main duya jalane se kia hoga,
Bujhi hoi raakh main aag lagane se kia hoga,
AAp ko KABZ hai isliye pressure nai aata,
AB bewajah zor lagane se kia hoga