koi gum nahi fir bhi mann udas hai,
koi rista nahi fir bhi ek aas hai,
kahne ko to bahut hai apne,
par tu hi ek khas hai,
jyada khus mat ho ye sab bakwas hai.
Arz kiya hai-
Apke chehre par udasi aur ankhon mein nami hai,
Apke chehre par udasi ankhon mein nami hai
TATA namak Istmal karo aap ko IODINE KI KAMI HAI