Walk In Ur Own Path,

Walk In Ur Own Path,
Walk In Ur Own Path,
Love In Ur Own Style,
Talk In Ur Own Words
Help In Ur Own Ways
Then People Will Say

Ae Sala Kisi Ki Sunata Nathi
  

May, 14 2010     141 chars (1 sms)     3252 views       Funny

more Funny SMS Messages


India men Umer Shrif ko kisi ny Ungli kr di

umer sharif Murr k bola

Beta Utna hi nikalna Jitna kha sako...=P;->
Shah Jahan Ne Taj Mehal k
Her Khirki,
Her Deewar,
Her Meenar,
Her Cheez ko Dekha,

Aur Kaha



Maa Qasam,





Sab Filmi Hai. :-)
Jadeed Taleemi Muhawre .. !!!

1 - Science Se Gira Arts Me Atka

2 - Fail Hote Ko Practicals Ka Sahara

3 - Degree Le K Choolhey Main Daal

4 - 3rd Division Pass Ghar Ka Na Ghat Ka

5 - Dost Wo Jo Imtihan Main Chapai Karaye

6 - Qadar Kho Deta Hy Roz Ka College Aana Jana

7 - Likhna Na Jane Qalam Mera ... ;-
Mera Dost
Sunday K Din Jhakas
Nazar Ata He

Mera Dost
Sunday K Din Jhakas Nazar Ata He
Or Aye B Q Na Vo Sirf Isi Din To Nahata He


Pathan Road Accident K Bad Bola
Hum Sedha Jata Tha
Road Bhi Sedha Jata Tha
Hum Seadha Chalta Geya

Road Yakdam Mur Gya

Samne Aik Darkht Ata Tha Ham Darkht Ki Taraf Jata Tha Darkht Hmari Tarf Ata Tha

Humne Break Mara

Darkht Nahin Ruka
Osne Aakar Gari Ko Takr Mara
Ye Khanzeer Darkht Ka Chalan Kro
A WOMEN 2 A DOCTOR: MERA BETA MOTORCYCLE SE GIR GAYA. DOCTOR: I DONT KNOW URDU. PLZ SPEAK IN ENGLISH. WOMEN: MY LONDA GIRONDA FROM HONDA.:)
''Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.''
Men''ll never understand women and women''ll never understand men.

And that''s the one thing that men and women''ll never understand.

Do u understand?
Agar mera naam Jamil hota to pata hai kya hota?

Nahee pata to mein batata hoon.

Hamara pyar aur ziada Mazboot ho jata.

Kaisey?


Sunno, Tum Haseen mein Jamil

to jab b log hamein dekhtey wo kehtey




"Haseen O Jamil"
Difference B/W Cinema Theatre & Operation Theatre?


Cinema Theatre : Take Ticket & Go Inside!


Operation Theatre: Go Inside N Take Ticket!
Main Lanat Bhejta Hoon Tum Par Aur
Tumhari Dosti Par
Main Tum Jese Ghatya Insaan k Saath
Koi Ta''aluq Nahi Rakhna Chahta
Sirf Tum Hii Nahi
Tumhari Soch Aur Rooh Bhi Khraab Hai
Tum Jese Logo''n Ko Dost Rakhna
Dosti Aur Insaaniat Dono Ki Tauheen Hy















Soch Ker Batao ye Kis Film ka Dialog Hy .... ;->
We"ve had our ups and downs,This we both know, Through it all
our love Still managed to grow Different thoughts we had About
many things,But our love for each other,Had no attached strings.
Happy Anniversary