Suraj Dube Ga To
Chand Nikl Aega
Chand Ajega To Suraj
Nikl Aega
Abhi Waqt Hy Apni
Harkaten
Sudhar Lo Wrna Hr
Shaks Yhi Kehta Nazr
Aega
"AISA KROGE TOU
KON AEGA" ;)
1 Admi ka inteqal ho gya.
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
BV:Mujhe koi Etraz nahi
QABRASTAN walon se pooch lo..=P;->
Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....