A sardarji went to a

A sardarji went to a
A sardarji went to a
STD/ISD/PCO SHOP and
slapped the operator twice.

Guess why ?

bcoz there it was written
“Number dial karnay se pehley do lagain”
  

May, 21 2010     158 chars (1 sms)     2967 views       Funny

more Funny SMS Messages

Zor se chali hawa.. urr gaya pappu..

wah wah!

zor se chali hawa urr gaya pappu..

phir?

phir kya?

Ruk gai hawa.. gir gaya pappu.. :P
Common sense :D


Baap:
Itne kum marks..??
2 thappar lagne chahiyen.!!

Beta: Han papa!
mein nay to us kameenay mastar
ka ghar bhi dekh liya hay…!!
Batao WIFE, BIWI Aur PATNI Main Kya Farak Hota Hai?

?

?

?

?

Socho Socho!

?

?

?

?

?

!

!

!

!


Koi Farak Nahi Hai. Teeno Aik Hi BALAA K Naam Hai!!!

Lagaan Remix 2020
Climax Scene:

1 ball 24 runs needed.

Bowler bowls

Aamir hits

Ball splits into 4 pieces.

All pieces go for 6''s

Aamir Wins...

MIND IT ;->
Hamare Office Main Jo Jo Bhi Bolta Hai, Sirf Wahi Sunta Hai Kyon?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kyonki Jo Jo Hamare Office Mein Ek Bande Ka Naam Hai Aur Woh Bahut Dheeme Bolta Hai....Isliye Sirf Wahi Sunta Hai.


Before marriage:
Roses are red, sky is blue,
O my darling! I love you…

After Marriage:
Roses are dead,
I have flu,
don’t come near me,
Paray hatt tuu,
Ek Faqeer Ne Doosre Faqeer Se Poocha: Tum Ne Wo Bridge Wali Jaga Q Chorh Di Wahan Tou Khoob Kamai Hoti Thi
Pehla Faqeer: Mene Wo Jaga Apne Chote Bete Ko Birthday Pe Gift Ker Di . . . ;->


Ab Kare''n Apni Ya
Relative Ki Shaadi
Ki Booing
NATIONAL STADIUM
Mein ...


Kyun k






CRICKET Tou Ab PAKISTAN
Mein Hogi Nahi ... ;->
Dil k arman naliyoon mein beh ghaye,
tum jahan par they waheen par rah ghaye,

pyar k qisssey adhoorey reh ghaye,
us k ghar waley tujh ko changhard keh ghaye
Msg Mehenga Ho Raha Hy,

HAM Sab is Baat Par Bohat Dukhi Hen,

MAGAR,
Kuch LOG Bohat KHUSH Hen,

JESE

Zardari

Sardar

Faraz

Or
Sab Se Barh Kar

PATHAN... ;->
Najane log q darte hain,
Kuch log to SMS b nahi kerte hain,



Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mai,

Jo balance b miss call mar k check karte hain . . . ;->
Mainee tumhari yaadon mein..
ro ro ke tub bhar diye...
Aur tum itney be-wafa niklE,
k nahake chal diye!!!