Wife: You always

Wife: You always
Wife: You always carry my photo in your handbag to the office. Why?
Darling : When there is a problem, no matter how impossible, I look at your picture and the problem disappears.

Wife: You see, how miraculous and powerful I am for you?
Darling : Yes, I see your picture and say to myself, “What other problem Can there be greater than this one?
  

May, 21 2010     351 chars (3 sms)     3347 views       Funny

more Funny SMS Messages

Sidhu ki maa ko gussa kab aata hai?

jab sidhu laughter challenge main

hans hans kar har contestant se kehta hai-

bas kar mere BAAP
Teachr: Batao kanjoos kon hota hai?

Student:Sir jisko hum 100 msg b karen mager wo koi reply na kare

Teachr:Good, koi example b do iski

student: Apki beti.
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...
Is Khouf Say Motor Cycle Hi Baich Dia Bilal



Kahin Khud Ko Na Baichna Par Jaye
Petrol K Liye.
Naila nay zazia ko shabana nay shabnam ko rehana nay rukhsana ko alia nay anela ko bushra nay babra ko farah ne farzana ko humera nay hameeda ko akbar nay asghar ko basheer nay babar ko tanveer nay saleem ko imran nay ishaq ko khalil nay rahman ko kashif nay kamran ko liaqat nay lugman ko zeeshan nay zaman ko aur main nay app ko yeh sms ker diya ha!


Sabhi Pakistan Waasiyo se ye Binti ki Jaati Hai k.

Urdu Bhasha Bolty Samay Hindi Shabdon ka Prayog Na Karen.

Aur Shudh Urdu K Prayog ko Jeevan ka Ang Bana Len.


Dhanyawad!
Have You Ever

Rearrange the Letters ...


" M O T H E R
I N
L A W "


It Would Come As


" W O M A N
H I T L E R " ;-> :d
Tera mera sadiyaan da vair a.
Tu lang ja saadi khair a.

Main ghr gya to lga tha taala.
"Jalnay waley ka moun kaala"

Band kro ye star plus k show
"Haaran do rastaa lo"

Wo waj gya ik car sy
"daikh mgr pyaar say"

Mahngaie na pora pakistan halaia
"Jiny maa noo sataia unee riksha he chalaia

"U-fone" Pesh Krta Hy
12 Aaney Package
Apne Un "Jazz"
Safeen k Liye Jinho''n
Ny 1st October 2008 Sy
Apni "Telenor" Sim
Istimal Nahi Ki,
Foran "Warid" Ka 100 Rs
Wala Recharge Kro
Aur Sab Keh Do ...

Mazeed Tafsilat K
Liye Apne
"Ptcl" Sy Dial Kare''n
0900 78601

Telefun Telefun ;->
Young Man 2 Taxi Driver:
Bhai Speed Slow Kro
Mre 12 Chote Chote Bche Hain..

Taxi Driver:
Apni Speed Dekhi He.
=P:)
''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''
Jo Shaks Ramzan Mein
Galyo''n Or Raston Se
Guzrte Huey In Kalmat
Ka Wird Kasrat Se Karega
Allah Us Ko Maal-a-Maal Kr Dega



















"ALLAH K Naam Pe De De Baba" ;->