Agar Koi Aap Ko

Agar Koi Aap Ko
Agar Koi Aap Ko
Dukh De, Takleef De
Aap Ko Roney Pe Majbur Kerde
Tou Aap B Us Ko Rula Sakte Ho







Pata Hai Kese ???




















Us Ki Aankh Main Ungli Maar K ... ;->
  

May, 18 2010     213 chars (2 sms)     3303 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Usko dekha to aisa laga ke battery to nikale ga Faraz kyunki wo shakal se hi chor lagta hai hahahahahahahah loot lia loot lia''
PLz muje samajne ki
KOshish KrO

Muje mat tang kro,
Muje akela chOrdo,
Muje tumse koi taluq
nai raKhna,

Par ye dil rat bhar tumko hi sOchta ha,






SOne do mujko mat aO yahan*







EK sardar ne macher se faryad ki*
Ek Aadmi Apni B.v Ka Janaza Le Ker Jaa Rha Tha

Janaze K Aage Ek Kutta Aur Peeche Aadmio''n Ki Lambi Line Thi

Ek Aadmi Aaker Poochta Hai : "hai Ye Sab Kaise Hua"

Shohar Bolta Hy :Kuttay K Kaatne Ki Wja Se Mar Gayi . . .!

Tou Doosra Aadmin Bolta Hai : Ek Din K Liye Ye Kutta Aap Mjhe De Sakta Hain ? ?

Aadmi Bolta Hai : Line Main Lag Jao . . . Sab Usi Kuttay K Liye Aaye Hain . . . ;->
DARD NAK KAHANI.

aik larka tha, wo aik larki ko chahta tha. magr wo lrki nhi janti thi.

Aik din larke ny himat ki aur usy kaha k tm mujhe achi lagti ho.

Lrki ko shadid ghusa aya aur us ny...
.
.

.
.
Lrke ki nak pe muka mar dia.
Lrke ki nak ma shadid dard hoa
aur

Is tara bni ya
''DARD'' ''NAK'' kahani ;->
Allah Aap ko sub kuch de car ghar daulat izzat shohrat property khushian sukoon aur aur aur aur bas kar laalchi kuch reh gaya hai kia? itna lalach bhi acha nahin hota
Yestrdy my mobile had an accident with MOTOROLA and admitted to LG hospital near SAMSUNG chowk.

Dr.NOKIA said

"Matter is serious.Sms needed"
So plz donate SMS.....


Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai ,
Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai,

Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho
mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho
Ek Faqeer Bachi Se

ALLAH K Naam Par De Beta

Bachi
Main Beta Nahi Beti Hun

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Beti

Bachi
Mera Naam Nusrat Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat

Bachi
Mera Pora Naam: Nusrat Parveen Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat Parveen

Bachi: Ye Hui Na Baat
Ab Maaf Karo Baba
''Hum ne ki dosti aapse Bohat sochne k bad,

Kuch b na dekha aapko dekhne k Bad,

Duniya chor deinge
apko chorne k bad,

ALLAH maaf kare itna Jhot bolne k bad.''
Koi Insan Agr Ankhe Band Karke Muje 3 Baar Pukare
To Me Uske Samne Aa Jata Hu.
Try Karo

1

2

3

Nahi Aaya?
Are Yaar Insano Ki Baat Ki Thi.
Ek bacha apne ammi se: ammi abbu bohat sharmeelay hain.

Ammi: haan sach, agar tumharay abbou sharmeelay na hotay to tu 5 saal bara hota ;->
1st Pthan 2 2nd: Eid Ki Nmaz Prhny Q Ni Aya

2nd: My A Rha Tha K Rsty My He Log Nmaz Prhty Dekhy,
Whi Prh Li. Ajib Nmaz Thi,
1 Bnda So Rha Tha, Us K Pichy Sb Prh Rhy Thy R Koi Sjda B Ni Tha.
1st: Khocha Tu Jnaza Prh K A Gya Hy!
2nd: Kya Bat Krta Hy,
My Sb Ko Mbark Bad Bhi Dy K A Gya... ;->