Newton ne apple niche girte dekha or gravity ki khoj ki
Koi ya puchey k 25 saal sa potty karta tha
to wo kya upar jati thi Saaley hamain bevakuf banatey hain
Ek research se pata chala hai chimpanji bhi SMS pad sakte hain,
Ye SMS apko final testing ke liye bheja ja raha hai..
Apna certificate zoo se collect kare!!!.