Yad aata hai mujhko tera bachpan ka zamana
Patli patli tangon par latka hua pakhana .
Wo behti naak ko hath say poonch kr gaal per lagana
Gali mein beth kr sare Muhalle ko Show dikhana,
Qamar say makhiyan uratay howay aawaz lagana,,,,,
Dewangi Se Kum Na Thi Kuch Apni Justuju
Hum Bewafa Jahan Ma Wafa Dhondte Rahe
Mehromiyo K Dor Ma Kin Hasrato K Sath
Hm cholon ki BIRYANI me BOTI Dhondte Rhe ;->