yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
''Ai Khuda aaj barsaat ho jaye,kam se kam ek katori paani bhar jaye,jo SMS nehi
karte ho,uska mobile us me dub jaaye.
Na rahega phone,na bajegi tone!!''