Dil badal na dena sim ki terha
Mohabbat low na krna battery ki terha
Pyar kam na krna balance ki terha
Hamesha meri zarurat mehsus karna charger ki terha
Munna bhai : Yaar circuit apun ko ek nurse se pyar ho gaya hai..
Usko letter mein kya likhun??
Circuit : Bindaas likhne ka.. Sister I love you. Tumhara Munna bhai