Insan k ander message parhnay ka itna shoq hota hai k chahay us Pagal Fool Bewaqoof Naliq ko kitni bhi gaali par rahi ho nichay tak parhta zaroor hai ab tum soch rahay ho k kab yeh bakwaas message khatam ho ore main bhi kisi ko yahi message forward kar k parayshaan karoon tu kar lo ab tumhari bari hai.
1 Chota Munna Boht Der Se Ro Raha Tha
Uski Maa Ne Pocha
Melay Bachay Ko Ta Chaiye?
Tofy
Bikit
Chps?
Munna: Nhi Tuch Nhi
Bash Ait Nya Conekshn Taiye,Jong Ka
Maa Bete Se: Agr Tm Ache Kaam Kro Ge Tou Jannat Me Joge, Jahan Meethe Duudh Ki Nehrai''n Hongi, Shehad Hoga, Meethe Meethe Phal Honge, Aur Sari Cheezein Meethi Hongi
Bacha: Acha Ammi, Jannat Me Imli, Leemo Aur Maltey B Meethe Honge ... ;->