2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan. Us Ne Police Ko Keh Diya My Boy Friend Iz Taalibaan. (‘.’) //”/\ Oh Teri _/”\_ Khair.