Ek sardar motorway par cigrate pita hua bhag rha tha us se kisi ne pocha
"kia kar rahay ho?
Sardar:
main dekh raha hun k 1 cigerate kitne kilometre chalta hai.!
''kabi to hamari gali aao,,,
thora sa sharmao,,,,,,
aur muskrao,,
apni ankhon se zulfen uthao,,
hamary ghr ki bell bajao,,,
aur,,,
awaz lagao,,,
kachra de doooooooooooo,,,,''
Ehsas apk Ki Dosti ka Jis pal Nahi Hota
.
.
Ssanson ka silsala bhi Mukamil nahi hota
.
.
Mera Inbox Mujhe Bekar lagta ha
.
.
Ager Apka Sms Is main nahi hota