''Do pal ki bhi khushi na mili to kya hua umr bhar gam ke sahare ji lenge, Kya hua jo hamari girlfriend nahi, hum aapki girlfriend ke sahare ji lenge.''
Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo