Sitaroon se aagy jahan aur bhi hein,
Abhi muhabat k imthan aur bhi hein,
Tum hi nehi jalaty mere dil ko,
University mein ladkiyaan aur bhi hein
* * * * * *
1 DOST Ne Pathan Se Pocha!
SHADI Ka Kb Tk Imkan Hai?
Pathan Kafi Sharmila Tha
Bola!
3,4, BAHNO K Rishte Aye Huwe Hain
Or 1 Behen Se To Baat Bi Chal Rahi He.