Wife : Sunye Rat Ko Mai Kawab Dekha K Ap Ne
Mujhe Naye Kapre Karidney k Lye 2 Hazar Rupee Diye Ha Ap YaqaNan kud Ko itna Bare Dil Wala Sabit
kare Ga Jitna Mai Ne Kawab Mai Dekha
Husband : Ha Bagum Tum Wo 2 Hazar Apne Pas Hi
Rakho jo Mai Ne tumhien Khawab Mai Diye the . . ;->
2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!