Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->
Ek admi BathRooM main gya aur purey 1 hr ke bad nikla..
Bahir bethay BhangI ne us se kaha.
20 rupay do.
Aadmi bola:
main BathROoM mai betha tha Net Cafe mai nahi..