Sitaron se aagay jahan

Sitaron se aagay jahan
Sitaron se aagay jahan aur bhi hain..
Parosan ki do Larkian aur bhi hain,..
Tu Nadan aik Biwi pe tik gaya hai..
Shariyat main 3 Biwiyan aur bhi hain.
  

May, 19 2010     156 chars (1 sms)     2981 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Heer : Main Tumhare Ishq Main Barbaad Ho Gayi, Ruswa Ho Gayi...


Raanjha : To Main Kon Sa
UBL mein Manager Lag Gaya Hoon...
1 Jamadar Gutter Main Jhuk Kar Kachra Nikal Raha Tha.

1 Pathan Wahan Se Guzarte Huey Ruk Kar Bola.

Yar 2 Roti Mera B Laga Dena . . .["!"]


Businessman explaining the reason for having 2 wives

“Monopoly is always damaging

&

Competition improves service”.
Girl comes late to the class.
prof: y r u late ?
girl: A boy was following me sir.
Prof:then y u r late ?
girl: that boy was walking slowly sir.
*"Elan-E-Aam"*,''

''*"Apni Zakaat"*''
Kheraat Sadqaat

Or

Qurbani ki Khaalen
Wapda Ko Dijiey

Is
Se Apko Akhrat
Me Ajjar

Or Dunia
Me Bijli MiLe Gi
Pathan Ne Maulana Ko Bohat Maara, Kisi Ne Pocha Kyun Maara. PATHAN: Ye Kehta He Tamam Muslman Jannat k Mazay Lenge, Janat Hamara Bewi Ka Naam Hai..
Apne Chehre Ka DEEDAR
Na Do,


Apne Dil Ka QARAR Na
Do,

Apni Aankhon Ka KHUMAAR Na
Do,

Suna He Buhat KANJOOS Ho TUM,


Kisi Ko Apna BUKHAAR Na
Do....;->
kissi din teri yadoon ko select karoon delete kar doon




ley das toon enu Computer samjheya wey


Man: Yaar Mujhe Safar Main Neend Nahi Aati Hai.

.
.
.
.

Pathan: To Tum Rabi-ul-Awal Main So Jaya Karo. :-)
Ek Rat Husband Ny Wife Se Pani Manga Or So Gya

Bivi Sari Raat Khari Rahi Subha Hoi

Husband:Tum Sari Raat Yha Khari Rahi Bolo Kya Chaye

Wife:Gussy Se Talaq;-)
Aj me bohat udas hon koi mujy tang na kary




























lykin me to kar sakhta hn na :-p
''Ho mera kam in fakiron ko sms karna,

In kanjoso garibon ka inbox bharna,

Mera ALLAH inhe bhi abshram ajay,

Ye sms parhte hi inka bhi sms ajae……