Aap ki kanjoosi humare dil
ko bha gai
humain bhi apney balance ki qadar aa gai
socha ab aap ko message na karain
magar kambakhat dosti humain yaad aa gai... ;->
Sheikh ki BV rorahi thi
kisi ne pucha k q rorahi ho
us ne kaha k mujse DETOL gir gia tha
or sheikh sb ne meri ungli kaat k usi DETOL
min dbo de takay DETOL zaya na ho.