''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''
Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain,
Aapki har baat dil me chupaye rekhte hain,
Najane kub AAP T.V per aa jayen,
Isi liye din raat Cartoon Network lagae rekhtay hain..