Do u know whats A B C D E F G?

Do u know whats A B C D E F G?


Do u know whats A B C D E F G?
A Boy Can Do Everything For Girl

Now reverse da order, can u guess the full form of: G F E D C B A ?
Girls Forgets Everything Done & Catches(new) Boy Again.
  

May, 25 2010     198 chars (2 sms)     2971 views       Funny

more Funny SMS Messages

We Must Believe In
LUCK ...


For


How Else Can We
Explain


''The Success Of Those
We Do Not Like ...!" ;->
''MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re?
CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka''
Dil se dil lagi hum kiya nhi krte,

ye dil hum kisi or ko diya nahi karte,

pasand aa gaya pagal pan tmhara,

wrna har pagal ko hum sms kya nhi krte
Murder Of English..!

Gimme A Red Colour Pen With Any Colour Ink

U 3 Boys Go n Stand In The Four Corners Of The Class.

Both Of U 3 Come Here n Kiss Me

I Have 2 Daughters & Both Are Girlz. ;->

kEEP sM|L|NG :->


NAME:
Basheeran Maasi

PASSI0N:
Jhaaro Pocha

SPECIALIST:
Gattar or Pipe line kholna

Date of Birth:
16/03/75

WEIGHT:164 Kgs
HEIGHT:3''5"

COLOR:Dark Chocolate blck

BIRTH PLACE:
BhAiNs C0L0ny

DREAM:
ShAdi kArooNgi to Sirf sMs phArnE wALE sE... =P

Oy huy..
MuskurAhAt tu dEkho MErE dosT keE... ;->
Teachr ne SHARAB ka nuqsan batane k lye
1 KEERA SHRAB mai dala to wo mar gya.

Techr:Aap Ne Kia Seekha?

stdn:
SHRAB peenay se PAIT k KEERAY mar jatay hain.
Shadi Se Pehle Larka:
"Darling! Tum Nahi Tu Mein NAhi Aur MAin NAhi Tu TUm Nahi "

Shadi K Baad Larka:
"Aaj Ya Tu NAhi Ya Main NAhi... ;->
Dil Ki Bato''n Main Aana Acha Lagta Hai

Kurri Ko Le K Date Pe Jana Acha Lagta Hai

Shaadi Se Pehle Dil Ko Bhaate HYn Sangeet

Baad Me Tou QOMI TARANA Acha Lagta Hai ;->
Bachiyon k chakker me larke jate lutt,
Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt...
iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain,
Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain..
Na kare makeup to un se banda dar jata hy,
Karti hain itna makeup k weight barh jata hy ."->


Jail mei 3 Qaidi ek dosare ko apne apne
jurm k bare mei bta rahe thy?

1st Qaidi: Mujy 2 sal ki saza hoi Q k mei ne chori ki thi.
2nd Qaidi: Mujy 3 saal ki Saza hOI Q K Mainay Bank Lota Tha,

3rd Qaidi:Mujhay 14 Saal kI Qaid Hui Q K
Mainay Sirf Aik Sms Kia Tha... =P ;->
Ek Admi Bhagtay Huay Ruk Gya. . . .
Kyun?
Kyun K Us Ka Saans Phool Gya Tha,
Nahi Is Liay Ruka,









Q K Uska Ghar Aa Gya Tha..

Police-Chor Se-" Wada Karo Aagey Se Kabhi Jeb Nahi Katoge !"



Chor-"Mai Wada Karta Hun Ab

Aagey Se Nahi

Balki Pichhe Se Jeb Katunga..