Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
Bijli hun main bijli hun,
WAPDA ki main titlee hun,
1 ghanty k liye aati hun
2,2 ghanty jati hun,
0oper pankha rukta hy,
Neeche Munna rota hy,
Mune ki ammi kre Haaye,
Bijli us ko tarpaaye
Munne ki Ammi kaali
Bijli hy nakhron waali...
Brought u by: WAPDA
Geo Bijli k Jhatky laga k..:-D
Imagine world without girls
roads sunsan markets viran
na janu na jan
na koi girl friend k liye preshan
bas namaz & quran
&
sarey larke direct jannat ul maqam