Jab ap pAidA huEy tAb, aAkAsh sE phOoL bArsE,
PariyOn nE jAshAn kiA,
GhEe k diyE jaLayE,
Aur bole
CHALO CHUTKARA TO MILA,
AB DUNYA WAALE BHUGTAINGE... ;->
sham hote hii ye dil udaas hota hai
toote khwaboo ke siwa kush na pass hota hai
tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
bandar jab koi ass paas hota hai.
barsaat ke mausam main aap ka dil chahta ho ga,
barish main nahanay ka,
geet gungunanay ka,
paani main chhai chhappa chhai karne ka,
barsaat main sab frogs ka dil yehi karta hai.
Sarey Gawaho Aur Bayanat Ko Madde nazar Rkhte hoye
Ye AdaLat PenaL Code Dafa 382 K Tehet MsG prhne WaLe
Mujrim Ko MsG na Bhejne K Jurm Mein " KANJOOS " Qaraar
Deti hai.