“Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,
Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,
Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,
Dil ko t
u , Deewana bana deti hain ,Aankhen,
Woh h
um se baat nahi karte , t
u na kare ,
Haal sara
unke dil ka , S
una deti hain Aankhen,
Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,
Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,
Aata hai jab dor - e - Jawani , t
u ae Dosto,
S
under Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,
Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,
Magar kabhi kabar ,Neend ,
ura deti hain Aankhen,
SAGAR sh
ukar hai , Kh
uda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat h
umain,
Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Ch
upa deti hain Aankhen