Ye d
unya hai yahan pey ye tamasha ho bhi sakta hai,
Abhi jo gh
um hamara hai t
umhara ho bhi sakta hai
.
na ye samjho k t
um hi aakhri meri m
uhabbat ho,
m
uhabbat j
urm hai h
um sey dobara ho bhi sakta hai
.
samandar sey jo nisbat dy rahey hain meri chahat ko,
wo itna zehan main rakhain kinara ho bhi sakta hai
.
tera milna,bichar jana,bichar k pher sey mil jana,
hamesha ki j
udai ka ishara ho bhi sakta hai
.
t
um apney aap ko hargiz koi ilzam mat dena,
ye so
uda hai m
uhabbat ka khasara ho bhi sakta hai