Masoom m
uhabbat ka bas itna sa fasana hai,
kagaz ki haweli hai or barish ka zamana hai,
kya shart-e-m
uhabbat hai kya shart-e-zamana hai,
aawaj bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai,
us paar
utarne ki
umeed bah
ut kam hai,
kashti bhi p
urani hai or t
ufan ko bhi aana hai,
samjhe ya na samjhe wo andaz-e-m
uhabbat,
ek shakhs ko aankho se ek shair s
unana hai,
bholi si ada koi fir ishq pe hai,
fir aag ka dariya hai or d
ud ke jana hai.