anchi banker daal se
urd gaya mera Bachpana
Zamana kitna badal gaya mai aaj bhi wahin pe hoon
Yaad banker aankh se behgaya mera Bachpana
Tha to mere sath hi na jaane ko
unsi ghadi
Zindagi ki bheerd mein Bichard gaya mera Bachpana
Na hot
u us zalim se hamein mohabbat kabhi
Kash jo hota sath mere mera Bachpana
Dil na dhadka hota mera kabhi
us ke liye
Ager jawani ka taaj pehna ker na jaata mera Bachpana
Kahan gayin wo rangeeniyan jo sath thi mere
us
umr mein
Wo lamhe yo
um hi sath hote jo sath hota mera Bachpana
Koi lo
utade m
ujhe mera bachpan kahaan g
um hogaya woh
Kyo
un is bheerd mein tanha m
ujhe chord gaya mera Bachapana