tamam
umar wohi qissa-e-safar kehna!
ky asaka na h
umy apny ghar ko ghar kehna
jo din ho toh tairy wisl ki d
ua kerna
jo raat ho toh d
ua he ko beyasar kehna
ye keh k doob gaya aaj aakhri soraj
ky hosaky toh isi shab ko ab seher kehna
wo shaqs m
ujh sy bohat badg
uman sa rehta hai
ye baat
uss sy kaho bhi toh soch ker kehna
kabhi wo chand jo pochy k sheher kaisa hai?
b
ujhy b
ujhy hoye lagty hain baam-o-darr kehna
wo aik main ky maira sheher bhar ko apny siwa
tairi wafa ky taqazon sy beykhabar kehna
wo aik t
u ky taira her kisi ko mairy begher
mammlat-e-m
uhabbat mein m
uat''aabar kehna
wafa ki tarz hai M
uhsin ky misslehat kiya hai
ye taira d
ushman-e-janna ko bhi charrah''gar kehna