Kathin he rah g
uzar thori door saath chalo
b
uhat kara he safar tori door saath chalo
tamam
umar kahan saath deta he
ye jaanta hoon magar'' thori door saath chalo
nashe main choor hoon main b t
umhain b hosh nai
bara maza ho agar thori door saath chalo
ye ek shab ki m
ulaqaat b ghanimat he
kise he kal ki khabar thori door saath chalo
abhi to door hain chirag rahon ke!!!
abhi he door sahar thori door saath chalo
tawaaf e manzil e janaan hamain b karna he
faraz t
um bhi agar thori door saath chalo.