koch kehnai ka waqt nahi hai koch na kaho khamoosh raho
ai logo khamoosh raho haan ai loogo khamoosh raho
sach acha, par is kai jalo main, zehr ka aik piyala bhi
pagal h
u, kiyoon nahaq ko "s
uqraat" banoo, khamoosh raho
haq acha par is kai liya koi a
ur marai t
u a
ur acha hai
t
um bhi ki "mansoor" h
u jo soli pai charhoo, khamosh raho
un ka yeh kehna soraj hi dharti kai phairai karta hai
sar ankhoon par, sooraj hi ko ghomnai do, khamoosh raho
majlis main kooch habs hai a
ur zanjeer ka ahan ch
ubhta hai
phir soocho, haan hir soocho, haan phir soochoo, khamoosh raho
garm ansoo a
ur thandi anhain, man main kiya kiya ma
usam hain
is baghya kai bhaid na kholoo, sair karoo , khamoosh raho