ShAakh say t
ut k girnay ki saza do m
u jhko,
aik pat''ta h
un to y
un na hawa do m
ujhko,
main shEesha h
un to lagado kisi tasvEer k sath,
a
ur pat''ahar h
un to rastay say hata do m
ujko,
main t
umhay apni nigahon say na girnay d
un ga,
t
um jo chaho to nigahon say gira do m
ujko.