Jo ma
usam beet jata hai dobara kyon nahin ata
kahin se la
ut ker bachpan hamara kyon nahin ata
yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai
jesay is dil ne reh reh kar p
ukara kyon nahin ata
who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi
to phir rstay hamary mein wo roshan sitara kyon nahin ata
bohat hairat hai ab baaghon mein jab kaliyan chatakti hain
hamary dehyan mein lehja t
umhara kyon nahin ata
kabhi phelay hoay pairon se jab kirnein jhalakti hain
tasaw
ur main
un ankhoon ka ishara kyon nahin ata
bhatakta phir raha hoon din ke is weraan jangal mein
mehakti sham ka rangeen kinara kyon nahin ata