Apnay hothon par sajaana chahta hoon,
Aa t
ujhay main g
ung
unana chahta hoon !
Koi aansoo tery daaman par gira gar,
Boond ko moti banana chahta hoon !
Thak gaya main kartay kartay yaad t
ujko,
Ab t
ujhay main yaad aana chahta hoon !
Cha raha hai saari basti mein andhera,
Roshni ko ghar jalana chahta hoon !
Aakhri hichki teray zaano pay aayey,
Ma
ut bhi main shayraana chahta hoon !
Apnay hothon par sajaana chahta hoon,
Aa t
ujhay main g
ung
unana chahta hoon