M
umkin nahi shab-o-rooz ka aik hona
chahat teri meri deewangi apni jagah
M
umkin nahi shab-o-rooz ka aik hona
Goo kafi nahi pyarr mai lamhoon ka milan
Hota hai ajaam-e-
ulfat roohon ka aik hona
Bikhrey hathon ko samait kyon nahi letey
M
ushkil b
uhat hai
urooj-o-zawaal ka aik hona
Aab bhi yaad atey hain beetey hoye pal
Wo z
ulfon ka bikhrana or nazron ka aik hona
Aik hi hotey hain aksar rastey h
umarey
ZAROORI NAHIN MAGER, MANZIL KA IK HONA