yeh bat
samajh main ayi nahi aur mom ne
samjhai nahi! Main kai
se mithi baat karoon jab mithi cheez khai nahi?
Yeh canda kai
sa mamu hai jab mom ka wo bhai nahi?
q lambay baal hain bhaloo k kiyon u
s ki tind karwai nahi?
kiya wo ganda bacha hai? ya jungle main koi nayi nahi?
nani k hu
sband jab nana haan or dadi k hu
sband jab dada haan tu kiyon baji k hu
sband baja nahi?
Yeh baat
samajh main ayinahi aur mom ne
samjhai nahi