Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
kaise
kahen
ki tere talabgaar hum nahi,
khud
ko jala
ke
kha
k kar dala, mita diya,
lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi,
Jis
ko sanwara humne tamannaon
ke
khoon se,
gulshan mein us bahar
ke haqdaar hum nahi,
Dho
kha diya hai
khud
ko muhobbat
ke naam se,
kaise
kahen
ki tere gunahgaar hum nahi.....