Wo tum na thay i
k khayal tha..
meri soch
ka hi i
k kamal tha..
Wo mohabbatain wo chahatain..
meri uljhanon
ka hi jaal tha..
mere dil mein thien jo ronaqain..
wo tera hi husn-o-jamal tha..
mujhe jawab jis
ka mila nahi..
wo aisa hi i
k sawal tha..
use yaad
kaise na
karain hum..
use bholna tou muhal tha..
wo aj gaya tou ahsas hua..
kis
kadar mujhe us se pyar tha..
ab uss
ki
kia main misaal don..
WO AP APNI MISAAL AP THA....!!!!